Dosto aaj iss Article me Credit Card to Bank Transfer App ke bare me janegen best app to transfer money from Credit Card to Bank Account without charges ? send Money from credit card to bank account instantly step by step to iss Article ko pura padhe.
Credit Card balance ko Interest Free 40-50 days tak use karne ka time mil jata hai phir Credit Card bill Payment karna hota hai.
Aise me agar aap chahte hai Credit Card to Bank Transfer karna to aap kaise kar sakte hai ye bataya hai.
Credit Card balance ko bank account me transfer karne ke liye bahut sare tarike hai jiska use karke Credit Card ka Paise ko bank account me transfer kar sakte hai.
agar apko Emergency me paise ki jarurat hai apko kisi bhi trah se paise nahi mil paa raha hai aise me agar apke pass Credit Card hai to apka Credit Card apke Emergency me sath de sakta hai.
matlab aap Credit Card money transfer to Bank account kar sakte.
Yahan par jo tarika Credit Card to Bank Transfer ke bare me janegen isme apko Cashback milega. Credit Card to Bank Transfer without charges? ye kar nhi sakte but apko Credit Card to Bank Transfer Cashback milega.
Credit Card to Bank Transfer Without Charges? :-
Dosto Credit Card to Bank Transfer karne ke liye apko iske kuch nominal fee deni padti hai but uske badle Apko Cashback bhi milta hai.
Send Money from credit card to bank account instantly Credit Card se bank me paise transfer karne ke liye
Flipkart Axis Bank Credit Card Kaise Banaye:- Click Here
Sabse Pahle Cred App ko Download kare
Yah ek Credit Card bill Payment App hai first time bill payment karne par 250 Rupay Cashback milega uske baad every credit card bill Payment par upto 1000 rupay Cashback milta hai
yah App bahut popular hai Play Store par 10 Million se jayada download hai yah ek trusted app hai.
Download karne ke baad App ko open kare or login kare. jo mobile number apke Credit Card me register hai
Uske baad jo abhi apke Credit Card hoga show karega automatic fatch kar lega apka Credit Card. Usko Set up karna hai.
Uske right side last corner me “More” option show karega use par Click karna hai.
Phir apke pass bahut sare option show karega jisme ek option “education fees” ka milega.
Dosto ye bata de ki yahan par education fees ke through Credit Card to Bank Transfer karegen.
Isme kya hai Education fees me select karne ke baad name or Account Details dalne ke liye option ayega to uss time apko apna name or apna Account Details dalna jis account me aap Credit Card se paise transfer karna chahate hai.
Education Fees option select karne par 3 option milega but apko “Tution Fees” vale option par click karna hai or account details dalna jis account me paise transfer karna chahate hai.
Uske baad uss Credit Card ko select karna hai jis Credit Card se Paise bank me transfer karna hai phir OTP se verify karna hai.
Uske baad instant apke Bank Account me Paise Transfer ho jayega Credit Card se.
to iss trah se aap Credit Card se Paise Bank Account Transfer kar sakte hai. transferring money from credit card to bank account online credit card to bank transfer instant ho jayega.
Umeed hai apko ye jankari acchi lagi hogi or aap Credit Card Balance Transfer to Bank Account kar paye honge apko ye jankari acchi lagi agar apka koi bhi sawal ho aap hame comment me bataye apko uska answer milega. iss Article ko apne friends or family ke sath share jarur kare. Aise hi or jankari me liye hamare BankFiber.com ko Visit jarur kare. iss Post ko pura padhne ke liye apka bahut bahut dhanyawad.