Dosto Kotak CRN number kaise pata kare 4 तरीका batane vale hai agar apka kotak Mahindra Bank me account hai (kotak crn number) jaise Mera bhi apke jaisa hi kotak Mahindra Bank me Kotak 811 zero balance account hai but agar aap apna Kotak CRN number bhul gaye hai to CRN number check kar sakte hai ( How to find CRN number of Kotak Mahindra Bank ) bahut hi easy method se aap apna Kotak CRN number check kar payegen kotak CRN number kaise kaise nikale janana hai to aap iss Article ko pura jarur padhe. (Kotak CRN how to know)
Kotak Mahindra Bank Zero Balance Account Kaise kholen Click Here
Table of Contents
Kotak CRN number means kya hota hai:-
Kotak CRN full form ka Kotak relationship number yah ek unique number hota hai jo Kotak Mahindra Bank ki trah se kotak bank customer ko pehchane me liye Diya jata hai.
Kotak CRN number kaise pata kare:-
Kotak CRN number check karne ka 4 takika hai (how do I find my Kotak 811 CRN number)
- CRN number SMS send karke check kar sakte hai
- CRN number in kotak 811
- Kotak CRN number check krne ke post read kare
- How to get kotak CRN number from kotak Mobile App
Method No. 1:- Kotak CRN number Check by SMS:-
Kotak CRN number check karne ke apko apne kotak bank registered mobile number se ek SMS send karna hai Message me Capital letter me Type karna hai ‘CRN’ or isko send karna hai “9971056767” iss number par uske baad apko pass ek SMS aayega jisme apko Kotak Mahindra Bank CRN number Show karega kuch iss trah se jaisa ki aap niche diye image me dekh sakte hai or iss trah se aap apna crn number kaise pata kare SMS send karke jan gaye honge.
Method No. 2:- Kotak CRN number in kotak 811
CRN number Kotak Mahindra Bank kotak How to find CRN number in kotak bank App iss me bhi CRN number check kar sakte hai iske liye agar aap kotak 811 Mobile App pahle se use kar rahe hai to bina Login liye CRN number check kar sakte hai (How to get CRN number from kotak Mobile App)
Iske liye sabse pahle apko apne mobile me Kotak 811 App open karna hai yaad rakhe login nahi karna hai. Uske baad Screen par niche “Forgot MPIN” option par Click karna hai uske baad vahan par apko Bank CRN number mil jayega Iss trah se kotak bank CRN number forget vala check kar sakte bina kotak 811 App me login kiye.
Method No. 3:- How to get CRN number from kotak Mobile App
Kotak CRN number kaise pata kare kotak Mobile App me iske liye sabse pahle Kotak Bank App kotak 811 App ko open karna hai uske baad apna “6 digit MPIN” dal karke Login kar lena hai.
Ab apko Screen par “Kotak 811” option show karega uske upper click kar dena hai uske baad phir apko “See Account Details” ka option show karega uske upper click karna hai aab aap niche last me dekh sakte apko CRN number , Account number, UPI Id, IFSC Code sab kuch show karega or iss trah se apko Kotak 811 CRN number pata chal jayega.
Method No. 4:- CRN number kaise pata kare Debit Card se
Kotak CRN number check kar sakte debit card me agar apke pass kotak bank debit card hai to debit card me bahut hi easy se CRN number check kar payegen iske liye apko apne Debit Card ke Front side me Jahan par Apka Name likha hota hai uske just niche me apko Kotak CRN number me show karega Jo aap niche diye image me dekh sakte hai or iss trah se apko Kotak CRN number nikal sakte hai.
To dosto ye kuch 4 तरीका Maine apko bataya hai jiss se aap Kotak Mahindra Bank CRN number check kar sakte hai How to find CRN number aap 4 तरीका me se koi bhi method se apna Kotak Bank forget CRN number pata kar sakte hai kotak bank CRN number kaise pata kare Maine details bata diya.
agar apko ye jankari achhi lagi hai to aap iss Article ko Share jarur kare or agar aap ka koi bhi sawal ya sujhaav ho to aap hame comment me bataya mai uska reply karne ki puri kosis karunga. Aise hi or bhi jankari ke liye aap hamare Website ko jarur visit kare iss Post ko pura padhne ke liye aap ka bahut bahut dhanyawad.
Comments are closed.