ICICI Bank Zero Balance Account Opening Online Process Step by step ICICI Bank private sector ka top class bank hai ICICI Bank Zero Balance Account Open karne ka Facility deta hai agar aap bhi apna ICICI Bank Savings Account open karna chahte hai vaise apko pata hoga ki jitne bhi Private Bank hai sabhi Bank Account me apko ek minimum balance maintain karna hota hai. lekin ICICI Bank ka ek aisa Account hai jisme apko koi bhi balance maintain nahi karna hota hai matlab ki zero balance account hai
ICICI Bank me Zero Balance Account online ghar baithe baithe open kar sakte hai ICICI Bank Zero Balance Account me apko Debit Card, Cheque Book, Passbook, Net Banking, Mobile Banking, UPI sabhi Service mil jata hai matlab apko sabhi trah ka facility mil jayega jo apko sabhi Bank me milta hai.
Vaise Apko malum hoga ki ICICI Bank Debit Card or Credit Card par bahut sare offer aate rahta hai Flipkart, Amazon par Jahan par agar apke pass ICICI Bank Debit Card hota hai aap bhi offer ka use karke discount offer le sakte hai.
aise me agar aap chahte hai ki apke bhi ICICI Bank Debit Card ho to apka ICICI Bank me Account hona chahiye tabhi apke pass Debit Card hoga or ICICI Bank Zero Balance Account Opening Online karne ka Facility deta hai to bahut easy se apka account open kar sakte hai.
Table of Contents
ICICI Bank me Zero Balance Account Kaise Khole
ICICI Bank Zero Balance Account Opening Online Process iske bare me Puri process step by step janegen. But iss se pahle ICICI Bank Zero Balance Account Opening karne ke liye Documents kya lagega, Eligibility kya hai ye sab jante hai.
ICICI Bank Zero Balance Account Opening Online Documents:-
- Age:- 18 years to 35 years
- Aadhar Card
- Pan Card
- Mobile Number
- Email ID
- Aadhar Linked Mobile Number
agar apke pass ye sabhi documents hai to aap ICICI Bank me Zero Balance Account kholne ke liye eligible hai.
ICICI Bank Zero Balance Account Opening Online Link:-
Sabse pahle apko upper me diye ICICI Bank Zero Balance Account Opening Link par Click karna hai. uske baad location permission dena hai phir apke pass kuch iss prakar se khulega.
Ab apko Apply Now Option par Click karna hai iske baad apko apna mobile number dalna hai jo mobile number apko bank account me link karna hai or ek Email id dal dena hai do aap Account me register karana chahate hai or Pan Card Number dal dena hai or Next Karna hai.
Uske baad Pan Card Verify ho jayega or apke mobile number par OTP jayega 6 digit ka uss OTP ko dal karke Continue kar dena hai.
Phir apko Aadhar Card Number dalne dalna hai or Proceed Karna phir Aadhar registered mobile number par OTP jayega usko dal karke Continue kar dena hai.
Apke pass kuch personal details select karna ka option aa jayega usko apko select kar lena hai jaise marital status, occupation, source of income, education….etc
Uske baad apko apna father’s name aur mother’s name dal dena hai or nominee ko select kar lena hai jisko bhi nominee banana hai uska name dal dena aur details dalna hai.
Aab apko apna address dalna hai agar apka communication address or parmanent address alag – alag hai to apko dal dena hai communication address par hi apko bank ki traf se Debit Card, Cheque Book ayega.
Uske baad iska Terms and Conditions accept karna hai or agar aap apne account me paisa dalna chahte hai to dal sakte hai agar nahi abhi dal chahte hai to Skip kar digiye
Phir apka ICICI Bank me Zero Balance Open ho jayega or apka ICICI Bank Account Number, IFSC Code, Branch Name sab details mil jayega.
aab apko KYC karne ke liye Video KYC option milega Jahan se aap KYC ghar baithe complete kar sakte Start Video KYC vale option par Click karna hai ya phir aap ICICI Bank Branch jaa kar bhi KYC karwa sakte hai.
or iss trah se apka ICICI Bank Zero Balance Account Opening Online Process se ho jayega ye Lifetime ke liye zero balance account but apko 1 Year ke under apko Apna KYC Complete karwa lena hai iss account me apko koi bhi balance maintain karne ki jarurat nahi hai.
ICICI Bank me Zero Balance kholne ke baad apke Communication Address par apka ICICI Bank Debit Card or Cheque Book 7-10 days me aa jayega jiske baad aap ICICI Bank Net Banking or Mobile Banking chalu kar sakte hai.
ICICI Bank Zero Balance account Charges:-
icici bank zero balance account charges ke bare me baat kare to ye ek zero balance account hai agar aap isme koi balance nahi rakhte hai to apse koi charges nahi lya jata ahai but iska jo debit card ka uska first time issuence charges or annual charges 150 rupay or gst alag se total 179 rupay charges liya jata hai or first time cheque book free me mil jata hai.
Dosto aap ne dekh liya kaise aap ICICI Bank me Zero balance account kaise khole online ghar baithe baithe bahut easy way me bataya hai ICICI Bank Zero Balance Account Opening Online kaise karte hai ICICI Bank Zero Balance Account open ke bare complete jankari mil gaya hai ab aap apna account open kar sakte hai jankari achhi lagi to iss Post ko apne family & Friends group jarur share kare aise hi or jankari ke liye aap BankFiber.com website par jarur Visit kare iss post pura padhne ke liye aap ka bahut bahut dhanyawad.
Comments are closed.