Dosto aaj iss Article me Flipkart Pay Later Activate Kaise Kare matlab Flipkart Pay Later Apply full details me janegen Flipkart Pay Later kya hai Flipkart Pay Later Activation Process in Hindi abhi mere diye huve Offer link se aap Flipkart Pay Later ko active karte hai to apko Free me upto ₹1000 milega.
Flipkart Pay Later ek Option hai Flipkart ka vaise Pay Later ka matlab hota hai pahle kuch bhi purchase Karo uske kuch dino ke baad uska Payment Karo to thik vaise hi Flipkart Pay Later option hai Flipkart Pay Later se shopping Karo uske baad uska payment karna hota hai iske liye apko koi bhi Charges nahi lagta hai.
Flipkart Pay Later kya hai:-
Flipkart Pay Later kya hai yah ek Pay Later option jiska use karke Flipkart se Shopping kar sakte hai uska Payment apko Next month apko 5 tarikh se pahle pahle karna hota hai or iske liye apka koi bhi charges nahi lagta hai
jaise maan lo ki apko koi Mobile ya kuch bhi Flipkart se Shopping karna hai or apke pass abhi paise nahi hai to aap abhi Flipkart Pay Later se Shopping kar sakte or uska Payment apko Next Month 5 tarikh se pahle kar sakte hai
Flipkart Pay Later se EMI par bhi Koi product purchase kar sakte hai vaise apko Pata hi hoga apko Flipkart me apko bahut sare product mil jate jis se aap Flipkart Pay Later se Shopping kar sakte hai.
Flipkart Pay Later Active Kaise Kare :-
Flipkart Pay Later Activate Kaise Kare iske ke liye Click kare
Uske baad Pan Card ka number dalne ke baad Active Now Option par Click kare
Phir apke pass Aadhar Card number dalne ka option aayega to vahan par apko Aadhar Card number dalna hai or Continue option Click krna hai
Uske baad Aadhar Card me jo mobile number register hoga uss mobile number par OTP jayega usko dale or Verify Option par Click kare
Phir apke Apka Details show karega apko check krna hai Flipkart Pay Later idfc first bank ke sath partnership karke Flipkart Pay Later option deta hai to ye apko niche me show karega.
Aab apko Agree and Submit Option par Click kare.
Aab apke Pass UPI id dalne ka option milega jisme apko apna UPI id dalna hai ya phir enter Bank Account vale option par click karke apna Bank account details bhi dal sakte hai.
Yahan par Verification ke liye apko UPI id ya bank account details dalne ka option aa raha hai.
Uske baad Verify and Submit Option par Click kare phir Flipkart Pay Later Eligibility check hoga agar aap Flipkart Pay Later ke liye eligible huve to aap ka Flipkart Pay Later Active ho jayega or apko jitna bhi Flipkart Pay Later limit mila hoga show karega.
Flipkart Axis Bank Credit Card Apply Click Here
Flipkart Pay Later EMI :-
Flipkart Pay Later se EMI par Product purchase kar sakte hai.
Flipkart Pay Later KYC :-
Flipkart Pay Later KYC karne ke liye Aadhar Card or Pan Card hona chahiye.
Flipkart Pay Later Customer Care Number :-
Flipkart Pay Later Customer Care toll free number is 1800-202-9898
What happened if I don’t pay Flipkart Pay Later :-
Agar Flipkart Pay Later payment nahi karegen to kya hoga iske liye apko charges dena hoga or apka Credit Score bhi Down ho jayega.
Flipkart Pay Later EMI date :-
Flipkart Pay Later Due date every month 5 tarikh ko
Flipkart Pay Later Eligibility:-
Flipkart pay later eligibility kya hai ( who is eligible for Flipkart Pay Later ) iske liye minimum age 18 years hona chahiye aur apke pass Pan Card and Aadhar Card hona chahiye and aadhar card me mobile number register. agar aap flipkart se jayada shopping karte hai to apko flipkart pay later milne ka chance jayada hai.
What is the initial limit of flipkart pay later ?
flipkart pay later activate karte hai to flipkart pay later intial limit min. 500 and maximum upto 1 lakh credit.
To dosto iss tarh se Flipkart Pay Later Active kaise kare apko pata chal gaya or aab aap Flipkart Pay Later Apply kaise karen jaan gaye honge iske Sath me Flipkart Pay Later kya hai Flipkart Pay Eligibility Check
What happens if I don’t use Flipkart PayLater ?
Flipkart use nahi kiya to kya hoga charge dena padega kya to iske bare achhe se batate hai agar aap flipkart pay later use kiye hai aur uska bill pay kar diye hai to koi charges nahi lagega. aur agar aap sirf Flipkart Pay later Activate karte hai aur uska nahi karte hai to koi charge nahi lagega matlab flipkart pay later user nahi kiya to charge nahi lagega.
Ummed hai jankari apko acchi lagi hogi iss Post ko apne Friends or family ke sath share jarur kare agar apka koi bhi Questions hai to aap comment me bataye apko reply jarur karege aise hi or jankari ke liye bankfiber.com visit jarur kare iss Post ko padhne ke liye aapka bahut bahut dhanyawad.
Comments are closed.