How to Apply for LIC IPO as policy holder in Groww ?

How to Apply for LIC IPO as policy holder in Groww ? dosto agar aap LIC Policyholder hai or aap LIC IPO Apply Groww (LIC IPO Apply Groww App) karna chahte hai to LIC IPO kaise kharide as a policy holder Bataya hai to ye post apke liye hai.

Groww App se LIC IPO Apply Kaise Kare ? As Policyholder

how to apply lic ipo in Groww App se LIC IPO karne ke liye sabse pahle apko Groww App me Account open karna hai. Groww App me account kholne ke liye yahan par Click kare

Groww App Link:- Click Here
(ЁЯЦХрдЙрдкрд░ рджрд┐рдП рдЧрдП рд▓рд┐рдВрдХ рд╕реЗ Account рдЦреЛрд▓рдиреЗ рдкрд░ тВ╣100 рдлреНрд░реА рдореЗрдВ рдорд┐рд▓реЗрдЧрд╛ )

How to Apply for LIC IPO as policy holder in Groww ? step by step

Groww App me account open karne ke baad Groww App open karna hai

How to Apply for LIC IPO as policy holder in Groww ?

Uske baad IPO ka Option Show karega uss par click kare.

lic ipo apply as policyholder groww app

Phir apkel pass kuch iss trah se open ho jayega jisme LIC IPO show karega iske sath me Details bhi show karega ab Apply karne ke liye Apply Option par Click kare.

Ab upper mein dekh sakte hain Apply as likha hai isme apko Policyholder select kar lena hai agar aap ( How to Apply for LIC IPO as policy holder in Groww ?) LIC IPO as policy holder apply karna chahte hai

Shares Lot mein Lot select kar lena hai aap LIC IPO ka kitna lot apply karna chahte hai 1 lot me 15 Share milega to aap jitna shares lot lic ipo buy karna chahte hai utna select kar lena hai.

Phir Bid Price Select kar lena hai aap LIC IPO ka share kitna price mein buy Krna chahte hai LIC Share price тВ╣902 to тВ╣949 hai aap Auto Cutoff Price bhi Set kar sakte hai.

Uske baad sabse niche me Total Amount aa jayega kitna apko payment karna hai ab CONTINUE vale option par click kare.

phir apke pass sabse upper me Enter Your UPI ID option show karega usme apko apna UPI ID dalna hai jis UPI ID ka use karke LIC IPO ka payment karna chahte hai.

Ab sabse niche me Terms and Conditions Accept kare uske baad APPLY FOR IPO Option par click kare.

uske baad IPO Requested ho jayega. ab aap jis UPI ko dale hai uss UPI ID par Request gaya hai jisko apko payment karna hai Payment apko UPI Pin dal karke kar dena hai.

Jab aap Payment kar degen to apka LIC IPO Apply Groww App me ho jayega or apka Account me Paise Hold kar diya jayega.

Phir LIC IPO Allotment hoga uske baad agar apko LIC IPO Share mile to apka LIC ka Share apke Groww App ka Demate Account me show karega but agar apko LIC IPO ka share nahi mile to apka jo Bank Account me Paise Block kiya gaya hai usko Unblock kar diya jayega jiske baad aap uss paise ko use kar payegen.

Kuch FAQ ka Answer:-

LIC Share Price ?

Abhi LIC IPO Apply ho raha hai isme jo Slot booking kar sakte hain uska Share price тВ╣902 to тВ╣949 hai.(What is the price of LIC share)

LIC IPO is good or Bad ?

LIC ek bahut badi insurance company hai koi bhi Company me investment karna chahiye ya nahi ye apke upper depend karta hai because Capital apka hai to apko khud hi research karna chahiye iss liye LIC IPO me Apply karna chahiye ya nahi LIC IPO is good or bad iska mai koi answer nahi de sakta.

LIC IPO Benefits to Policyholders?
agar aap LIC Policyholder hai to apko LIC IPO me Discount milega agar aap LIC IPO Apply Groww App se karte hai to per share 60 Rupay instant Discount milega.

Can IPO be Purchased on Groww?
can I apply in ipo through Groww App? Iska Answer hai Han Groww App se IPO Apply kar sakte hain. groww App se share buy and sell bhi kr sakte.

Kotak Bank Zero Balance Account kaise kholen Click Here

to iss trah se LIC IPO Apply as a policy holder in Groww App kar sakte LIC IPO Apply Groww kaise kare bata diya(How to Apply for LIC IPO as policy holder in Groww ?) ummeed hai ye jankari apko acchi lagi hogi agar sach me achhi lagi to iss Post ko apne Friends and Family ke sath Share jarur Karen or aise hi or jankari ke liye aap hamare Website Bank Fiber par jarur visit kare. Agar abhi bhi apka koi sawal ya sujhav rah gaya ho to aap comment jarur kare ham uska reply karne ki puri kosis karunga. iss Post ko padhne ke liye aap ka bahut bahut dhanyawad.