E Shram Card ka Paisa check kaise kare Mobile se iss article me janegen agar aap e shram card ka paisa kaise check karna hai to aap hamare sath ye post ko pura padhe.
e shram card pura India me banaya jaa raha hai agar aap e shram card nahi banaya hai to free me apna mobile se e shram card bana sakte hai e shram card ko apne najdik CSC Center me jaa kar bhi e sharm card banwa sakte hain or e shram card se jo fayada milta hai usko aap aasani se fayada utha sakte hai.
e shram card ka paisa check karne ke liye bahut sare tarike hai jis se e shram card ka paisa check kar sakte hain lekin yahan par apko account number se e sharm card ka paisa check karne ka tarika bataya hai jiss se aap apna mobile se sirf 2 minute me e shram card ka paisa check kar sakte hain ki apko e shram card ka paisa mila hai ya nahi.
E Shram Card ka Paisa check kaise kare Mobile se
E Shram Card ka Paisa check kaise kare Mobile se sabse assan taika e sharm card ka paisa check karne ke liye sabse pahle aap ko iss website par aana hoga jiska link diya gaya hai. Click Here
Ab apke pass kuch iss trah se ek page khulega jisme aap 4 box milega sabse pahle vale box me apko apna bank ka name dalna hai jiss bank account ko aap e shram card banane ke time diye the jaise agar aap state bank of india ka account number diye the to apko yahan par state bank of india likhna hai agar aap koi dusra bank diye the to apko uss bank ka name likhna hai.
Dusra box me apko apna bank account ka number dalna hai jiss bank account number ko aap e shram card ko banate time me diye the or jo third number vala box hai uss me apko phir se vahi Bank account number dal dena hai jo e shram card me bank account number diye hai.
Uske baad jo last vala box hai jisme apko captcha verification code dal dena hai jo verification word show kar rha hai.
Phir niche ek option milega Send OTP on Registered Mobile No. iss option par click Karna hai jisme baad apke Mobile number par ek OTP jayega jis OTP ko dal dena hai phir OTP dalne ke baad Apko SUBMIT Button par Click kar dena hai.
Uske baad bank account ka details aa jayega jiske agar aap e shram card ka paisa mila hoga to e shram card ka paisa show karega or e shram card ka paisa kab mila hai kitna mila hai sab kuch aap dekh payegen jitne bhi e sharm card kist ka paisa mila hai sab list show karega. E Shram Card ka Paisa check kaise kare Mobile se iss tah se kar sakegen.
SBI Bank ATM Card Kaise Apply Kare Click Here
To iss trah se aap e shram card ka paisa check kar sakte hain e shram card ka paisa kaise check kare ab apko pata chal gaya hoga iss trah se aap bahut aasani se sirf bank account ka istemal karke apne e shram card ka paisa check kar sakte ki apka e shram card ka paisa mila hai ya nahi.
Dosto agar apko e shram card ka paisa kaise check kare ye post ki jankari achhi lagi hogi to aap iss article ko sabhi ke sath share jarur kare e shram card se related ko bhi jankari chahiye koi sawal ya sujhav ho to aap comment jarur kare mai apko reply karne jarur help karunga.
Aise hi or jankari ke liye aap hamare Website Bank Fiber ko jarur visit kare. Iss Post ko pura padhne ke liye aap ka bahut bahut dhanyawad.
Comments are closed.