Doston Aaj ham janenge Navi personal loan app ke bare mein Navi App se loan Kaise len Navi App se loan Kaise liya jata hai Navi loan eligibility kya hai Navi App se sirf 5 minut mein personal loan Kaise Le sakte hain aur Navi App se personal loan interest rate kya hai sab kuchh janenge is artical mein.
Table of Contents
Navi App kya hai:-
Navi app ek loan dene wala app hai Jaise agar aapko emergency mein paise ki jarurat pad jaaye to aap navi app se instant personal loan Le sakte hain apne mobile se.
Navi Personal Loan ke sath Instant Cash Loan, Home Loan, Health Insurance, Mutual Fund Invest ka bhi option deta hai.
Matlb Navi Loan App se bahut sare type ka Loan le sakte hai.
Navi App ka ek benefits hai ki Navi App se bahut kam time mein aapko loan mil jata hai. Jaisa ki maine aapko bataya ki navi app instant personal loan app hai to Navi App se loan lene ke liye aapko kahin per bhi jaane ki jarurat nahin hai aap apne mobile phone se hi Navi App se loan Le sakte hain.
Vaise aap kahin se bhi loan apply Karen to aapko yah pata jarur hona chahie ki loan lene ke liye aapko कौन-कौन सी documents ki jarurat pad sakti hai. To ham aapko iske bare mein bhi batane Wale Hain ki nabhi App se personal loan lene ke liye कौन-कौन se documents lag skta hai.
Navi Loan App Details:-
Navi App se personal loan Lena chahte Hain to ye kuch chije apko Navi App ke bare me jarur pata honi chahiye uske baad aap Navi Personal Loan ke liye Apply kar skte hai.
Navi App se 10 Hazar se upto 20 Lakh tak Loan le sakte hai bina koi security deposit ke iske liye koi bhi security deposit nahi karna hota hai.
Navi se Loan lene par interest rate 9.9% to 45% per Annum hai.
Navi App se personal loan aap minimum 3 months se lekar maximum 60 months tak le sakte hai.
Navi Loan Processing Fee ke bare me baat kare to processing 2.5% to 6% tak ho sakta hai aur minimum ₹1499+ GST and Maximum ₹7499+ GST tak lag skta hai.
Flipkart Axis Bank Credit Card Kaise Banaye👉 यहां क्लिक करें
Navi Loan Eligibility Check Online:-
Navi se Loan lene ke liye eligibility ki baat kare to Navi App se loan lene ke liye apka age minimum 21 years hona chahiye aur apke pass koi income source hona chahiye. Aur loan apply karne ke liye aapko Indian residence hona chahie. Agar ye sabhi hai to aap Navi se Loan Apply kar skte hai iske liye Navi App ko install karna hai.
Navi App Install karne ke liye👉 यहां क्लिक करें
Navi App se Loan lene ke liye Documents kya chahiye ?
Dekho jaisa ki maine pahle hi bataya ki navi App se loan lene ke liye aapka age kam se kam 21 sal hona chahie aur aapke pass ek income source hona chahie uske bad sabse pahle aapko apne mobile mein navi app ko install karna padega Play Store se uski baat aap vahan se loan liya Apply kar skte hai .
Pan Card
Aadhar Card
Source of Income
Bank Account Details
Navi App se Loan Kaise le:-
Navi App se loan apply karne ke liye yani Navi App se loan lene ke liye sabse pahle aapko Navi personal loan app ko install kar lena hai jiska link navi app ka link niche diya hai yahan se aap navi app ko install kar sakte hain.
Navi App Install 👉 यहां क्लिक करें
Ab Navi app ko install karne ke bad aapko Navi App se loan apply karna hai to Navi App se loan apply karne ke liye aapko yah sabhi step ko follow karna hai jo maine aage aapko bataya hai.
Step 1 :- Navi App Install kare
Step 2 :- Navi app install karne ke baad use open karen fir aapko apna mobile number dalkar Navi app mein registeration kar lena hai
Step 3 :- aab aapka Navi app mein account ban gaya hai ab aapko Navi App se personal loan apply karne ke liye ek option show Karega cash loan ka to aapko kya slow wale option par click karna hai
Step 4 :- uske bad ab aapko apna personal basic information dalna hai Jaise apna Name, address, mobile number aap kya kam karte Hain…..etc jo bhi jankari puchhi jaati hai sabhi ko aapko dalna hai.
Step 5 :- uske bad Navi app ki taraf se loan approval show Karega aap Kitna loan ke liye eligible Hain
Step 6 :- uske baad phir vahan per aapko loan ka amount use karna hai aap Kitna loan Lena chahte Hain iske sath mein aapko EMI plan bhi use karna hai aap kitne mahine ke liye loan Lena chahte Hain
Step 7 :- ab next step mein aapko apna KYC documents upload karna hoga to sabhi documents upload karne ke bad next karenge
Step 8 :- ab aapke pass bank account details dalne ka option a jaega to aap jis bank account mein Navi App se jo loan le rahe hain uska Paisa Lena chahte Hain use bank account ka details dalna hai Jaise Bank ke account number IFSC code.
Ek baat ka aapko Dhyan rakhna hai jo yahan per aap bank account details dalenge vah aapko sabhi acche se check karke dalna hai issi bank account mein jo Navi App se loan lenge vah Paisa aaega.
Jaise yahan per aap apna bank account details dalkar submit karenge to kuchh samay intezar karne ke bad loan ka Paisa aapke bank account mein aa jaega.
fir aap iss paise ko use kar sakte hain.
Navi se Loan kaise le Ke baare me aur bhi jankari
Navi App se agar aap loan Lena chahte Hain to iske liye aapka civil score hona jaruri hai aur aapka civil score kam se kam 750 hona chahie agar 750 se jyada hai to aap Navi App se loan ke liye apply kar sakte hain aapko loan mil sakta hai.
Navi app se loan lene ke liye aapke pass ek regular monthly basis income hona chahie nahin to aapko loan nahin milega.
Jab bhi aap kahin per bhi loan apply karte hain aur agar aapko loan reject ho jata hai to aapka CIBIL score bhi down ho jata hai.
Koi bhi personal loan Lene se pahle aapko ek baat ka Dhyan dena hai ki jo aap yahan per loan le rahe hain usse aapko bad mein ri payment karna hoga isliye agar aapko sach mein loan ki jarurat hai tabhi aap ko loan Lena chahie nahin to aapko bad mein problem a sakta hai.
Navi app loan lene ka process fast hai lekin iska processing fi aur interest rate bhi jyada hai.
Isliye agar aapko cibil score 700+ se plus hai to aap Axis bank se personal loan ke liye online apply kar sakte hain
Axis Bank personal loan apply👉 क्लिक करें
Kyunki Axis bank se personal loan Lene per Processing fee interest rate kam lagega Navi app ke comparison mein. Aur Axis bank se loan online apply ho jata hai sath mein video KYC complete ho jata hai loan kafi jaldi mil jata hai.
Navi apps loan Lene mein ek aur problem hai ki Navi app jyadatar city mein rahne wale logon ko hi loan deta hai agar aap village area mein rahte hain to aapko loan milane mein dikkat aa sakti hai.
To doston Aaj is artical mein aapane Jana ki Navi App se loan Kaise le 2023 navi se loan kaise apply Karen Navi App se loan Kaise milta hai Navi App se loan lene ke liye क्या-क्या documents ki jarurat hai. Agar aapka koi sawal ho to aap hamen comment mein bataen ya artical kya se Laga yah bhi comment Karen aur is artical ko share jarur Karen. Is artical ko pura padhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanywad.